FATIHA
SURAH AL-FATIHAH
Sirf Padhna Nahi, Samajhna Bhi Zaroori Hai
Ek Azeem Tawazun Aur Qur’an Ka Bayaan
Surah Al-Fatihah woh Surah hai
jo hum har namaz mein padhte hain.
Lekin kya hum iske har lafz ka
ma‘ni aur paigham samajhte hain?
Is kitab mein Surah Al-Fatihah ko
lafz-ba-lafz aur ayat-ba-ayat samajhne ki koshish ki gayi hai.
Hamd kya hai?
Allah ki Rahmat kya hai?
“Iyyaka Na‘budu” hamari zindagi ko kya sikhata hai?
Aur Sirat-e-Mustaqeem ki haqeeqat kya hai?
Ek chhoti si Surah —
lekin ma‘ani ka ek gehra samandar.
📖 Apni Copy Hasil Karein
Surah Al-Fatihah ko is baar sirf padhein nahi…
samajh kar padhein.