FATIHA — Hidayat Ka Samundar
FATIHA — Hidayat Ka Samandar ek gehri fikri aur roohani safar hai jo Surah Al-Fatihah ki saat aayaton ko sirf padhne nahi, samajhne aur zindagi mein mehsoos karne ki dawat deta hai. Is kitab mein Allah ki hamd, Rabb se talluq, ibadat, madad, hidayat aur Sirat-e-Mustaqeem jaise bunyadi mafahim ko aasaan aur fikr-angez andaaz mein samjhaya gaya hai.
Yeh kitab Fatiha ko namaz ke alfaaz se aage badha kar, poori zindagi ka rehnuma banane ki ek koshish hai.